Wednesday, February 24, 2010

O Mere Khuda - Prince (2010)

Aa bhi ja sanam, teri baahon mein
Aa bhi ja sanam, teri baahon mein
Rock this party tonight,
Rock this party tonight..

O mere khuda (dil hua fida, rock this party tonight)
O mere khuda, dil hua fida,
Bekhabar do jahan se main hua,
O mere khuda, dil hua fida,
Haadsa ye na jaane kab hua,
O mere khuda..

Khwabon mein sirf main aaunga, palkon mein main to reh jaaunga,
Yaadon mein aks hoga mera, kisi ko milega nahin mera ptaa,
O mere khuda, dil hua fida,
Bekhabar do jahan se main hua,
O mere khuda, dil hua fida,
Haadsa ye na jaane kab hua..

Aa bhi ja sanam, yun na kar sitam,
Teri baahon mein marr mitenge hum,
Aa bhi ja sanam, yun na kar sitam,
Teri baahon mein marr mitenge hum..

Hey tanha raaton mein baatein hongi,
Unh baaton mein biraatein hongi,
Badla badla zamana saara,
Jab se badli meri ye duniya,
O mere khuda, dil hua fida,
Bekhabar do jahan se main hua,
O mere khuda, dil hua fida,

Haadsa ye na jaane kab hua..


No comments:

Post a Comment