Friday, March 26, 2010

Aye Khuda - Paathshaala

Aye khuda mujhko btaa tu rehta kahan, kya tera pataa
Hum to yahan pe musafir hain, jo doondhe apni manzil ka pataa
Aye khuda mujhko btaa tu rehta kahan, kya tera pataa
Hum to yahan pe musafir hain, jo doondhe apni manzil ka pataa

Yaada teri yaada aati hai, jaan meri jaan jaati hai
Tanhaio mein rehta hoon, khud se aksar ye kehta hoon
Kyun tune dil toda, kyun tune yun choda
Kyun tera abh bhi rahe dil ko intezaar
Kyun chali aati hai, kyun tadpaati hai
Kyun hoon abh bhi main yun bekaraar
Aye khuda mujhko btaa tu rehta kahan, kya tera pataa
Hum to yahan pe musafir hain, jo doondhe apni manzil ka pataa..

No comments:

Post a Comment