Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi,
Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi,
Kya hua galat aur kya sahi,
Dono saath hain, sach to hai yehi..
Yaadein bahut si reh gayi peechay kahin,
Yeh pyaar ab aagey hume kheechay kahin..
Yeh door tak bechain hai sab raaste,
Iss haal mein tu muskara mere vaaste..
Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi,
Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi,
Kya hua galat aur kya sahi,
Dono saath hain, sach to hai yehi..
Ab dil dale chahe jahan ab shaam ho,
Parwah kya ab chahe jo anjaam ho..
Woh asmaan ho ya zameen,
Humne likha pyaar ko har kahin,
Sheeshay ka hai har ek pal, iss mein chupa hai apna kal
Tootey na ye sambhalo isse,
Sheeshay ka hai har ek pal, iss mein chupa hai apna kal
Tootey na ye sambhalo isse..
Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi,
Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi,
Kya hua galat aur kya sahi,
Dono saath hain, sach to hai yehi..
Tuesday, March 30, 2010
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment